Musafir Ko Lyrics - Faraaz | Vidhya Gopal | Siddharth Pandit

Musafir Ko lyrics Faraaz

 

Musafir Ko lyrics from movie Faraaz is the trending Bollywood song by Vidhya Gopal. Lyricist Sameer Rahat has penned Musafir Ko lyrics from Faraaz and the movie is directed by Hansal Mehta. It stars Juhi Babbar Soni, Aamir Ali, Aditya Rawal in the lead roles. The music of this amazing song is composed by Siddharth Pandit. Here we present to you the exclusive lyrics of the Bollywood song Musafir Ko from the movie Faraaz.

Musafir Ko Song Details:

Song: Musafir Ko
Singer: Vidhya Gopal
Music: Siddharth Pandit
Lyrics: Sameer Rahat
Movie: Faraaz
Cast: Juhi Babbar Soni, Aamir Ali, Aditya Rawal
Language: Bollywood

Musafir Ko Lyrics - Faraaz

Saanjh Ke Suraj Ko, Door Kahaań Jaana Hai,

Chaand Ko Behla Ke, Bhor Ko Aa Jaana Hai,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai, Bhatak Ke Manaa,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai.


Koi Sab Shohrateiń Haath Meiń Dhar Jaaye,

Tera Bol-baala Ho, Tu He Tu Nazar Aaye,

Koi Saari Daulateiń Tere Naam Kar Jaaye,

Bharega Kahiń Na Mann, Chaahe Tu Jidhar Jaaye,


Tere Aage Peeche Jo, Aaj Ye Zamaana Hai,

Ek Afsaana Hai, Ye Toh Sab Bahaana Hai,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai, Bhatak Ke Manaa,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai.


Zindagi Ye Jaadu Hai, Ya Koi Chalaawa Hai,

Khaali Khaali Rasmoń Ka, Khokla Sa Daawa Hai,

Kaarvań Chootenge, Raaheiń Tham Jayengi,

Ruuh Ye Haqeeqat Hai, Jism Dikhaawa Hai,


Teri Jo Zameene Haiń, Tera Jo Khazaana Hai,

Ye Jo Kaarkhaana Hai, Yahiń Chhoot Jaana Hai,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai, Bhatak Ke Manaa,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai.


Kisiko Manaana Hai, Kabhi Rooth Jaana Hai,

Koi Zidd Karni Hai, Aur Thak Jaana Hai,

Saanjh Ke Suraj Ko, Door Kahaań Jaana Hai,

Chaand Ko Behla Ke, Bhor Ko Aa Jaana Hai,


Musafir Ko Ghar He Aana Hai, Bhatak Ke Manaa,

Manzar Ye Badal He Jaana Hai,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai, Bhatak Ke Manaa,

Musafir Ko Ghar He Aana Hai.


Frequently Asked Questions & Trivia

1. Who is the singer of the song Musafir Ko from the movie Faraaz?

Vidhya Gopal has sung the song Musafir Ko.

2. Who has composed the music of the Bollywood song Musafir Ko?

The music of the song Musafir Ko is composed by Siddharth Pandit.

3. Who penned the Bollywood song Musafir Ko lyrics?

The lyrics of this song Musafir Ko is written by Sameer Rahat.

4. The song Musafir Ko is from which Bollywood movie?

The song Musafir Ko is from the Bollywood movie Faraaz.

5. Which actors/actresses are featured in the song Musafir Ko?

The song Musafir Ko features the Bollywood actors/actresses Juhi Babbar Soni, Aamir Ali, Aditya Rawal.

Disclaimer:

  • Musafir Ko Bollywood song lyrics listed in this site are for promotional purposes only.
  • The Lyrics Space do not provide any free/paid Musafir Ko song download.
  • Utmost care has been taken while noting the lyrics of the song Musafir Ko, however, it is still possible that there may be slight change from the original lyrics and the Musafir Ko lyrics due to typing error and request you to inform us in the comments section.
  • Musafir Ko song from Faraaz mp3 is not available in this site and we request you to buy the original audio cd from Online music stores like iTunes, Spotify, JioSaavn, Wynk etc.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form